Round 1:
“Ek toh banta hai boss!”
Round 2:
“Ek se humara kya hoga?”
Round 3:
“Brief pe mat jao, apni akal lagao.”
Round 4:
“Picture abhi baaki hai mere dost.”
Round 5:
“Sun raha hoon main, ro raha hai tu.”
Round 6:
“Aise bade bade campaignon mein aise choti choti baatein hoti rehti hai.”
Round 7:
“Feedback dena mera janm siddh aadhikaar hai. Aur woh main dekar rahunga!”
Aagey ka mat poocho.
Badi sad story hai.
Leave a Reply